Monday 2 March 2015

JINNAT SE BACHNE K 12 TAREQA

Jinnaat Se Bachne Ka Tariqa 12 tariqe

insan ko Allah ne sabse bada aur taakatwar (ashraful makhlukaat) banaya hai, Islam mein kuch aisi baate batai gai hai, agar in par amal kiya jaaye to koi bhi cheez insan ko nuksan nahi pahucha sakti.In cheezo se bachkar jinnato se bacha ja sakta hai.
(1) Hamesha paak-saaf rahe, yaani jab bhi gusl ki zarurat ho foran guslkar le, kyonki naapak insan par jinnat bahut jaldi haawi ho jaata hai.
(2) Aurat khushbu laga kar ya baal khulle rakh kar ya be-parda bahar na nikle kyonki aurat ko aisa dekh kar jinnat bahut jaldi piche lagta hai. Aur aadmi se zyada aurato par lagta hai. Kyonki jis tarah ek aadmi aurat par aashik ho jata hai wese hi jinnat bhi ho jata hai, aur kai jinnat to ladkiyo ke saath galat harkat bhi kar dete hain.
(3) Baccho aur jaanwaro ko magrib ke time (jab suraj dubne wala rahta hai) us time ghar ke andar le le.
(4) Kabhi bhi toilet ko jaae to yeh dua padhe (alla humma inni aauzu bika minal khubusi wal khabais) kyonki gande jinnat gandi jagah parhi rahte hain
(5) Toilet mein hamesha ulta pair andar rakh khar jaae
(6) Jab toilet se bahar nikle to seedhe pair pahle bahar nikale phir Kahe (gufra naka, alhamdu lilla hil lazi azhab annil aza wa afani)
(7) Ghar ke bahar khule mein kabhi bhi peshab kare to kisi jinnatat (tree) ki jad (route) mein na kare, sukhe patto par na kare, kisi bil mein na kare, dhalaan wali jagah par na kare, gobar, kando ya haddiyo par peshab na kare. Aur peshab karne se pehle yeh 3 baar kahde ki'koi bhisahab ho hat jaaye, mein peshab kar raha hu', phir peshab kare, kyonki jinnat humko dikhte nahi, hosakta hai galti se hum un par hi peshab kar de, ya unko chhite ud jaaye, isliye peshab hamesha beth kar kare. (sukhe patte, haddi, gobar jinnato ka khana hota hai, isliye in par peshab karne se bachne ko kaha gaya hai, jhad ke neeche aur bil par isliye kaha gaya hai ki yaha inki rihaish ho sakti hai.
(8) Kabhi bhi der raat ko safar kare ya kahi sun saan ilaake mein ho to Alhamdu sharif, Alif Laam Meem, Ayatal Kursi aur Charo Qul padh kar apne par dam kar le aur apne chaaro taraf isaar khich le.
(9) Roz raat ko sone se phele bhi Alhamdu sharif, Alif Laam Meem, Ayatal Kursi aur Charo Qul padh kar apne par dam kar le aur apne chaaro taraf isaar khich le.
(10) Zyada se zyada time wuzu bana kar rahe aur sote time bhi wuzu kar le.
(11) Jab bhi biwi ke saath sohbat (sex) kare to yeh dua padh le (Alla humma jannib nash shay taana wa jann bish shaytaana ma razak tani nasiba). Agar is dua ko na padha gaya to ho sakta hai ki koi jinnat aapke sath aapki biwi se sohbat karle aur aapko pata bhi na chale.
(12) Khidkiyo se bahar na thuke balki basin mein ya thukne ki jagah hi tuke, gandi cheeze ghar se uchaal kar bahar na feke, balki kude daan mein hi daale (kyonki jinnat humko nahi dikhte, ho sakta hai galti se hum un par hi gandagi phek de)In baato ke alawa aur bhi tarike ho sakte hain jisse hum jinnato se bach sakte hain, lekin phir bhi agar kisi ko koi jinn lag jata hai to, ya to wo direct badan mein hi aane lagta hai ya indirect roop se pareshan karta hai. Iske liye kisi acche'aamil'ki madad le. Aalim mein yeh khubi dekhe ki wo sirf quran ki ayat ya islam ke tarike se hi ilaj karta ho. Kisi oghadi (aghori), ya jadu karne wale ke pass na le jaaye, kyonki aisa karne se Islam se bahar ho jaane ka khatra hai. Aur aise log bade shaitan ki madad lekar chhote shaitan (jinn) ko nikalte hain, isliye inse bache.


Aap ke masail or
sawalat ho to email kare
Amelqadri@gmail.com
DUA O KA TALABGAAR
Amel Qadri

Labels:

JINNATO ME ACHCHE BURE JIN

Jinnato ka is duniya mein hona quran aur hadees se saabit hai. Allah ne duniya mein insano ke saath-saath'jinnato'ko bhi apni ibadat ke liye banaya hai. Insan ko mitti se aur'jinnat'ko aag se. Insan aur jinnat mein fark itna hai ki jinnat jo chahe roop badal sakta hai, aur insan jinnat ko nahi dekh sakta, jab tak ki jinnat khud ko dikhana na chahe. Inke saare tarikebhi insano jese hi hote hain, yaani shadi-byah, study, business, ladai sab hota. Jis tarah insano mein acche aur bure log hote hain, jinnato mein bhi hote hain, inme bhi hindu, muslim, sikh, isai yaani sab dharmo ko maanne wale hote hain, acche jinnat insano ko pareshan nahi karte jab tak ki insanunko jaan bhuj kar ya galti se pareshan na kar de.
Kuch shararti (kharab) jinnat insano ko pareshan karte hain, unke badan mein aa jaate hain, ya indirect pareshan karte hain.
Kai baar yeh bager kisi wajah ke sirf maze ke liye insano ko pareshan karte hain aur kai baar humse anjaane mein aisi koi galti ho jaati hai jisse yeh naraz ho jaate hain aur humko pareshan karte hain.Shaitan bhi jinnato mein se hi hai, farishto mein se nahi,


Aap ke masail or
sawalat ho to email kare
Amelqadri@gmail.com
DUA O KA TALABGAAR
Amel Qadri

JINNAT KA QAD OR JAGAAH

Jinnat ka qud (heights)   insano se kai zyada hoty hai , in main her qissam kay zaban walay aur her mazhub walay aur her elaaqay kay mpujood hotay hain , jahan jahan jiss insan ki busty hote hain wohien per yeh asar andaaz hotay hain yehgalat hai k jinnat serif gair abaad jughoun pay ya baya banoun main hotay hain. 


Aap ke masail or
sawalat ho to email kare
Amelqadri@gmail.com
DUA O KA TALABGAAR
Amel Qadri

JINNAT KI SHAKLE

Jiss tarah insaan Kuttay (dogs) paal ker apnay dushmanoun per chortay hain issi tarah invisible life main bi kayee tarah ki mukhlooq hoty hai jo jinnat wa gaira paaltay hain aur inhain apnay insani dushmanoun per chordaytay hain, her invisible mukhlooq jinnat nehien hoty. invisible life kay haan kuttay jaissa paltoo janwer hota hai jissay QABOOS kehtay hain, yeh nurr(male) hota hai aur aksur gharoun main ya gharoun say bahirrehnay wali invisible mukhlooq issay paalty hai, isski maada (Female) Khabeess kehlati hai jo akser gundi jughoun special bathrooms aur toilets main paayee jaty hain.
Durakhtoun (trees , specially Burgud , peepal aur neem kay )pay payee janay wali mukhlooq ko "KUNRY" kehtay hain, aur gharaon main rehnay wali mukhlooq ko "Ummaar" ya " Um Maar " kehtay hain, yeh mukhlooq ya jinnat aksur 4 cheezoun main dekhayee daytay hain...
1: Snake (Saanp)
2: Dogs (kuttay)
3: Lizerds (chipp kally)
4: Cats (Billi)...


Aap ke masail or
sawalat ho to email kare
Amelqadri@gmail.com
DUA O KA TALABGAAR
Amel Qadri

Thursday 27 November 2014

AN DEKHI MAKHLOOQ

mukhlooqaat main insanoun ki tarah shreer mukhlooq bi hoty hai jo kay bani noe insaan ki dushman serif iss baat pay hoty hai k , insaanashraf ulmukhlooqat kyoun hain

Aap ke masail or
sawalat ho to email kare
Amelqadri@gmail.com
DUA O KA TALABGAAR
Amel Qadri

JINNAT KA ZIKR QARAN ME



Jinnat Ka Zikar Quran Pak Mein 

jinnat ka zikr quran me kai martaba  aaya he is liye jinnat ka inkar kane se pehle soche k ye jinnat ka nahi quran ka inkar kar raha he or quran ka inkar kufr h
e oehle ise parhle
1ﻭَﺟَﻌَﻠُﻮﺍ ﻟِﻠَّﻪِ ﺷُﺮَﻛَﺎﺀَ ﺍﻟْﺠِﻦَّ ﻭَﺧَﻠَﻘَﻬُﻢْ ۖ ﻭَﺧَﺮَﻗُﻮﺍ ﻟَﻪُ ﺑَﻨِﻴﻦَ=

ﻭَﺑَﻨَﺎﺕٍ ﺑِﻐَﻴْﺮِ ﻋِﻠْﻢٍ ۚ ﺳُﺒْﺤَﺎﻧَﻪُ ﻭَﺗَﻌَﺎﻟَﻰٰ ﻋَﻤَّﺎ ﻳَﺼِﻔُﻮﻥَ ﴿2=surah al anaam verse no 112
ﻭَﻛَﺬَٰﻟِﻚَ ﺟَﻌَﻠْﻨَﺎ ﻟِﻜُﻞِّ ﻧَﺒِﻲٍّ ﻋَﺪُﻭًّﺍ ﺷَﻴَﺎﻃِﻴﻦَ ﺍﻟْﺈِﻧﺲِ ﻭَﺍﻟْﺠِﻦِّ
ﻳُﻮﺣِﻲ ﺑَﻌْﻀُﻬُﻢْ ﺇِﻟَﻰٰ ﺑَﻌْﺾٍ ﺯُﺧْﺮُﻑَ ﺍﻟْﻘَﻮْﻝِ ﻏُﺮُﻭﺭًﺍ ۚ ﻭَﻟَﻮْ ﺷَﺎﺀَ
ﺭَﺑُّﻚَ ﻣَﺎ ﻓَﻌَﻠُﻮﻩُ ۖ ﻓَﺬَﺭْﻫُﻢْ ﻭَﻣَﺎ ﻳَﻔْﺘَﺮُﻭﻥَ ﴿١١٢﴾                                                                                                      
3 = surah al anaam verse no 128
ﻭَﻳَﻮْﻡَ ﻳَﺤْﺸُﺮُﻫُﻢْ ﺟَﻤِﻴﻌًﺎ ﻳَﺎ ﻣَﻌْﺸَﺮَ ﺍﻟْﺠِﻦِّ ﻗَﺪِ ﺍﺳْﺘَﻜْﺜَﺮْﺗُﻢ ﻣِّﻦَ
ﺍﻟْﺈِﻧﺲِ ۖ ﻭَﻗَﺎﻝَ ﺃَﻭْﻟِﻴَﺎﺅُﻫُﻢ ﻣِّﻦَ ﺍﻟْﺈِﻧﺲِ ﺭَﺑَّﻨَﺎ ﺍﺳْﺘَﻤْﺘَﻊَ ﺑَﻌْﻀُﻨَﺎ
ﺑِﺒَﻌْﺾٍ ﻭَﺑَﻠَﻐْﻨَﺎ ﺃَﺟَﻠَﻨَﺎ ﺍﻟَّﺬِﻱ ﺃَﺟَّﻠْﺖَ ﻟَﻨَﺎ ۚ ﻗَﺎﻝَ ﺍﻟﻨَّﺎﺭُ ﻣَﺜْﻮَﺍﻛُﻢْ
ﺧَﺎﻟِﺪِﻳﻦَ ﻓِﻴﻬَﺎ ﺇِﻟَّﺎ ﻣَﺎ ﺷَﺎﺀَ ﺍﻟﻠَّﻪُ ۗ ﺇِﻥَّ ﺭَﺑَّﻚَ ﺣَﻜِﻴﻢٌ ﻋَﻠِﻴﻢٌ ﴿
١٢٨﴾ 

4=surah al araf verse no 38
ﻗَﺎﻝَ ﺍﺩْﺧُﻠُﻮﺍ ﻓِﻲ ﺃُﻣَﻢٍ ﻗَﺪْ ﺧَﻠَﺖْ ﻣِﻦ ﻗَﺒْﻠِﻜُﻢ ﻣِّﻦَ ﺍﻟْﺠِﻦِّ
ﻭَﺍﻟْﺈِﻧﺲِ ﻓِﻲ ﺍﻟﻨَّﺎﺭِ ۖ ﻛُﻠَّﻤَﺎ ﺩَﺧَﻠَﺖْ ﺃُﻣَّﺔٌ ﻟَّﻌَﻨَﺖْ ﺃُﺧْﺘَﻬَﺎ ۖ ﺣَﺘَّﻰٰ ﺇِﺫَﺍ
ﺍﺩَّﺍﺭَﻛُﻮﺍ ﻓِﻴﻬَﺎ ﺟَﻤِﻴﻌًﺎ ﻗَﺎﻟَﺖْ ﺃُﺧْﺮَﺍﻫُﻢْ ﻟِﺄُﻭﻟَﺎﻫُﻢْ ﺭَﺑَّﻨَﺎ ﻫَـٰﺆُﻟَﺎﺀِ
ﺃَﺿَﻠُّﻮﻧَﺎ ﻓَﺂﺗِﻬِﻢْ ﻋَﺬَﺍﺑًﺎ ﺿِﻌْﻔًﺎ ﻣِّﻦَ ﺍﻟﻨَّﺎﺭِ ۖ ﻗَﺎﻝَ ﻟِﻜُﻞٍّ ﺿِﻌْﻒٌ
ﻭَﻟَـٰﻜِﻦ ﻟَّﺎ ﺗَﻌْﻠَﻤُﻮﻥَ ﴿٣٨﴾ ‏(38 ‏)


5=surah al araf verse no 179
ﻭَﻟَﻘَﺪْ ﺫَﺭَﺃْﻧَﺎ ﻟِﺠَﻬَﻨَّﻢَ ﻛَﺜِﻴﺮًﺍ ﻣِّﻦَ ﺍﻟْﺠِﻦِّ ﻭَﺍﻟْﺈِﻧﺲِ ۖ ﻟَﻬُﻢْ ﻗُﻠُﻮﺏٌ ﻟَّﺎ
ﻳَﻔْﻘَﻬُﻮﻥَ ﺑِﻬَﺎ ﻭَﻟَﻬُﻢْ ﺃَﻋْﻴُﻦٌ ﻟَّﺎ ﻳُﺒْﺼِﺮُﻭﻥَ ﺑِﻬَﺎ ﻭَﻟَﻬُﻢْ ﺁﺫَﺍﻥٌ ﻟَّﺎ
ﻳَﺴْﻤَﻌُﻮﻥَ ﺑِﻬَﺎ ۚ ﺃُﻭﻟَـٰﺌِﻚَ ﻛَﺎﻟْﺄَﻧْﻌَﺎﻡِ ﺑَﻞْ ﻫُﻢْ ﺃَﺿَﻞُّ ۚ ﺃُﻭﻟَـٰﺌِﻚَ ﻫُﻢُ
ﺍﻟْﻐَﺎﻓِﻠُﻮﻥَ ﴿


6=surah hood verse no 119
ﺇِﻟَّﺎ ﻣَﻦ ﺭَّﺣِﻢَ ﺭَﺑُّﻚَ ۚ ﻭَﻟِﺬَٰﻟِﻚَ ﺧَﻠَﻘَﻬُﻢْ ۗ ﻭَﺗَﻤَّﺖْ ﻛَﻠِﻤَﺔُ ﺭَﺑِّﻚَ ﻟَﺄَﻣْﻠَﺄَﻥَّ
ﺟَﻬَﻨَّﻢَ ﻣِﻦَ ﺍﻟْﺠِﻨَّﺔِ ﻭَﺍﻟﻨَّﺎﺱِ ﺃَﺟْﻤَﻌِﻴﻦَ ﴿١١٩﴾ ‏(119 ‏) ،




7=surah hijir verse no 27
ﻭَﺍﻟْﺠَﺎﻥَّ ﺧَﻠَﻘْﻨَﺎﻩُ ﻣِﻦ ﻗَﺒْﻞُ ﻣِﻦ ﻧَّﺎﺭِ ﺍﻟﺴَّﻤُﻮﻡِ ﴿٢٧﴾
8=surah isra
verse no 88
ﻗُﻞ ﻟَّﺌِﻦِ ﺍﺟْﺘَﻤَﻌَﺖِ ﺍﻟْﺈِﻧﺲُ ﻭَﺍﻟْﺠِﻦُّ ﻋَﻠَﻰٰ ﺃَﻥ ﻳَﺄْﺗُﻮﺍ ﺑِﻤِﺜْﻞِ ﻫَـٰﺬَﺍ
ﺍﻟْﻘُﺮْﺁﻥِ ﻟَﺎ ﻳَﺄْﺗُﻮﻥَ ﺑِﻤِﺜْﻠِﻪِ ﻭَﻟَﻮْ ﻛَﺎﻥَ ﺑَﻌْﻀُﻬُﻢْ ﻟِﺒَﻌْﺾٍ ﻇَﻬِﻴﺮًﺍ ﴿
٨٨﴾

9=surah kahf verse no 50
ﻭَﺇِﺫْ ﻗُﻠْﻨَﺎ ﻟِﻠْﻤَﻠَﺎﺋِﻜَﺔِ ﺍﺳْﺠُﺪُﻭﺍ ﻟِﺂﺩَﻡَ ﻓَﺴَﺠَﺪُﻭﺍ ﺇِﻟَّﺎ ﺇِﺑْﻠِﻴﺲَ ﻛَﺎﻥَ
ﻣِﻦَ ﺍﻟْﺠِﻦِّ ﻓَﻔَﺴَﻖَ ﻋَﻦْ ﺃَﻣْﺮِ ﺭَﺑِّﻪِ ۗ ﺃَﻓَﺘَﺘَّﺨِﺬُﻭﻧَﻪُ ﻭَﺫُﺭِّﻳَّﺘَﻪُ ﺃَﻭْﻟِﻴَﺎﺀَ
ﻣِﻦ ﺩُﻭﻧِﻲ ﻭَﻫُﻢْ ﻟَﻜُﻢْ ﻋَﺪُﻭٌّ ۚ ﺑِﺌْﺲَ ﻟِﻠﻈَّﺎﻟِﻤِﻴﻦَ ﺑَﺪَﻟًﺎ ﴿٥٠﴾


10=surah naml verse no 39
ﻭَﺣُﺸِﺮَ ﻟِﺴُﻠَﻴْﻤَﺎﻥَ ﺟُﻨُﻮﺩُﻩُ ﻣِﻦَ ﺍﻟْﺠِﻦِّ ﻭَﺍﻟْﺈِﻧﺲِ ﻭَﺍﻟﻄَّﻴْﺮِ ﻓَﻬُﻢْ
ﻳُﻮﺯَﻋُﻮﻥَ ﴿١٧﴾ ‏(17 ‏)


11=surah saba verse no 12
ﻭَﻟِﺴُﻠَﻴْﻤَﺎﻥَ ﺍﻟﺮِّﻳﺢَ ﻏُﺪُﻭُّﻫَﺎ ﺷَﻬْﺮٌ ﻭَﺭَﻭَﺍﺣُﻬَﺎ ﺷَﻬْﺮٌ ۖ ﻭَﺃَﺳَﻠْﻨَﺎ ﻟَﻪُ
ﻋَﻴْﻦَ ﺍﻟْﻘِﻄْﺮِ ۖ ﻭَﻣِﻦَ ﺍﻟْﺠِﻦِّ ﻣَﻦ ﻳَﻌْﻤَﻞُ ﺑَﻴْﻦَ ﻳَﺪَﻳْﻪِ ﺑِﺈِﺫْﻥِ ﺭَﺑِّﻪِ ۖ
ﻭَﻣَﻦ ﻳَﺰِﻍْ ﻣِﻨْﻬُﻢْ ﻋَﻦْ ﺃَﻣْﺮِﻧَﺎ ﻧُﺬِﻗْﻪُ ﻣِﻦْ ﻋَﺬَﺍﺏِ ﺍﻟﺴَّﻌِﻴﺮِ ﴿
١٢﴾ ،



12=surah saba verse no 14
ﻓَﻠَﻤَّﺎ ﻗَﻀَﻴْﻨَﺎ ﻋَﻠَﻴْﻪِ ﺍﻟْﻤَﻮْﺕَ ﻣَﺎ ﺩَﻟَّﻬُﻢْ ﻋَﻠَﻰٰ ﻣَﻮْﺗِﻪِ ﺇِﻟَّﺎ ﺩَﺍﺑَّﺔُ
ﺍﻟْﺄَﺭْﺽِ ﺗَﺄْﻛُﻞُ ﻣِﻨﺴَﺄَﺗَﻪُ ۖ ﻓَﻠَﻤَّﺎ ﺧَﺮَّ ﺗَﺒَﻴَّﻨَﺖِ ﺍﻟْﺠِﻦُّ ﺃَﻥ ﻟَّﻮْ ﻛَﺎﻧُﻮﺍ
ﻳَﻌْﻠَﻤُﻮﻥَ ﺍﻟْﻐَﻴْﺐَ ﻣَﺎ ﻟَﺒِﺜُﻮﺍ ﻓِﻲ ﺍﻟْﻌَﺬَﺍﺏِ ﺍﻟْﻤُﻬِﻴﻦِ ﴿١٤﴾ ‏

13= surah saba verse no 41
ﻗَﺎﻟُﻮﺍ ﺳُﺒْﺤَﺎﻧَﻚَ ﺃَﻧﺖَ ﻭَﻟِﻴُّﻨَﺎ ﻣِﻦ ﺩُﻭﻧِﻬِﻢ ۖ ﺑَﻞْ ﻛَﺎﻧُﻮﺍ ﻳَﻌْﺒُﺪُﻭﻥَ
ﺍﻟْﺠِﻦَّ ۖ ﺃَﻛْﺜَﺮُﻫُﻢ ﺑِﻬِﻢ ﻣُّﺆْﻣِﻨُﻮﻥَ ﴿٤١﴾



14=surah saffat verse no 158
ﻭَﺟَﻌَﻠُﻮﺍ ﺑَﻴْﻨَﻪُ ﻭَﺑَﻴْﻦَ ﺍﻟْﺠِﻨَّﺔِ ﻧَﺴَﺒًﺎ ۚ ﻭَﻟَﻘَﺪْ ﻋَﻠِﻤَﺖِ ﺍﻟْﺠِﻨَّﺔُ ﺇِﻧَّﻬُﻢْ
ﻟَﻤُﺤْﻀَﺮُﻭﻥَ ﴿١٥٨﴾ ‏( 158 ‏)




15=surah fussilat verse no 25
ﻭَﻗَﻴَّﻀْﻨَﺎ ﻟَﻬُﻢْ ﻗُﺮَﻧَﺎﺀَ ﻓَﺰَﻳَّﻨُﻮﺍ ﻟَﻬُﻢ ﻣَّﺎ ﺑَﻴْﻦَ ﺃَﻳْﺪِﻳﻬِﻢْ ﻭَﻣَﺎ ﺧَﻠْﻔَﻬُﻢْ
ﻭَﺣَﻖَّ ﻋَﻠَﻴْﻬِﻢُ ﺍﻟْﻘَﻮْﻝُ ﻓِﻲ ﺃُﻣَﻢٍ ﻗَﺪْ ﺧَﻠَﺖْ ﻣِﻦ ﻗَﺒْﻠِﻬِﻢ ﻣِّﻦَ
ﺍﻟْﺠِﻦِّ ﻭَﺍﻟْﺈِﻧﺲِ ۖ ﺇِﻧَّﻬُﻢْ ﻛَﺎﻧُﻮﺍ ﺧَﺎﺳِﺮِﻳﻦَ ﴿٢٥﴾ﮯ ،



16=surah fussilat verse no 29
ﻭَﻗَﺎﻝَ ﺍﻟَّﺬِﻳﻦَ ﻛَﻔَﺮُﻭﺍ ﺭَﺑَّﻨَﺎ ﺃَﺭِﻧَﺎ ﺍﻟﻠَّﺬَﻳْﻦِ ﺃَﺿَﻠَّﺎﻧَﺎ ﻣِﻦَ ﺍﻟْﺠِﻦِّ
ﻭَﺍﻟْﺈِﻧﺲِ ﻧَﺠْﻌَﻠْﻬُﻤَﺎ ﺗَﺤْﺖَ ﺃَﻗْﺪَﺍﻣِﻨَﺎ ﻟِﻴَﻜُﻮﻧَﺎ ﻣِﻦَ ﺍﻟْﺄَﺳْﻔَﻠِﻴﻦَ ﴿
٢٩﴾ )





17=surah al ahqaf verse no 18
ﺃُﻭﻟَـٰﺌِﻚَ ﺍﻟَّﺬِﻳﻦَ ﺣَﻖَّ ﻋَﻠَﻴْﻬِﻢُ ﺍﻟْﻘَﻮْﻝُ ﻓِﻲ ﺃُﻣَﻢٍ ﻗَﺪْ ﺧَﻠَﺖْ ﻣِﻦ
ﻗَﺒْﻠِﻬِﻢ ﻣِّﻦَ ﺍﻟْﺠِﻦِّ ﻭَﺍﻟْﺈِﻧﺲِ ۖ ﺇِﻧَّﻬُﻢْ ﻛَﺎﻧُﻮﺍ ﺧَﺎﺳِﺮِﻳﻦَ ﴿١٨﴾




19=surah al ahqaf verse no 29
ﻭَﺇِﺫْ ﺻَﺮَﻓْﻨَﺎ ﺇِﻟَﻴْﻚَ ﻧَﻔَﺮًﺍ ﻣِّﻦَ ﺍﻟْﺠِﻦِّ ﻳَﺴْﺘَﻤِﻌُﻮﻥَ ﺍﻟْﻘُﺮْﺁﻥَ ﻓَﻠَﻤَّﺎ
ﺣَﻀَﺮُﻭﻩُ ﻗَﺎﻟُﻮﺍ ﺃَﻧﺼِﺘُﻮﺍ ۖ ﻓَﻠَﻤَّﺎ ﻗُﻀِﻲَ ﻭَﻟَّﻮْﺍ ﺇِﻟَﻰٰ ﻗَﻮْﻣِﻬِﻢ
ﻣُّﻨﺬِﺭِﻳﻦَ ﴿٢٩﴾



20=surah dhariyat verse no 56
ﻭَﻣَﺎ ﺧَﻠَﻘْﺖُ ﺍﻟْﺠِﻦَّ ﻭَﺍﻟْﺈِﻧﺲَ ﺇِﻟَّﺎ ﻟِﻴَﻌْﺒُﺪُﻭﻥِ ﴿٥٦﴾ ‏




21=surah rehman verse no 15
ﻭَﺧَﻠَﻖَ ﺍﻟْﺠَﺎﻥَّ ﻣِﻦ ﻣَّﺎﺭِﺝٍ ﻣِّﻦ ﻧَّﺎﺭٍ ﴿١٥﴾

22=surah rehman verse no 33
ﻳَﺎ ﻣَﻌْﺸَﺮَ ﺍﻟْﺠِﻦِّ ﻭَﺍﻟْﺈِﻧﺲِ ﺇِﻥِ ﺍﺳْﺘَﻄَﻌْﺘُﻢْ ﺃَﻥ ﺗَﻨﻔُﺬُﻭﺍ ﻣِﻦْ
ﺃَﻗْﻄَﺎﺭِ ﺍﻟﺴَّﻤَﺎﻭَﺍﺕِ ﻭَﺍﻟْﺄَﺭْﺽِ ﻓَﺎﻧﻔُﺬُﻭﺍ ۚ ﻟَﺎ ﺗَﻨﻔُﺬُﻭﻥَ ﺇِﻟَّﺎ
ﺑِﺴُﻠْﻄَﺎﻥٍ ﴿٣٣﴾ ‏
23=surah rehman verse no 39
ﻓَﻴَﻮْﻣَﺌِﺬٍ ﻟَّﺎ ﻳُﺴْﺄَﻝُ ﻋَﻦ ﺫَﻧﺒِﻪِ ﺇِﻧﺲٌ ﻭَﻟَﺎ ﺟَﺎﻥٌّ ﴿٣٩﴾ ‏= ،



24=surah rehman verse no 56
ﻓِﻴﻬِﻦَّ ﻗَﺎﺻِﺮَﺍﺕُ ﺍﻟﻄَّﺮْﻑِ ﻟَﻢْ ﻳَﻄْﻤِﺜْﻬُﻦَّ ﺇِﻧﺲٌ ﻗَﺒْﻠَﻬُﻢْ ﻭَﻟَﺎ
ﺟَﺎﻥٌّ ﴿٥٦﴾ ،



25=surah rehman verse no 74
ﻟَﻢْ ﻳَﻄْﻤِﺜْﻬُﻦَّ ﺇِﻧﺲٌ ﻗَﺒْﻠَﻬُﻢْ ﻭَﻟَﺎ ﺟَﺎﻥٌّ ﴿٧٤﴾ ‏(74 ‏)

26=surah al jinn verse no 1
ﻗُﻞْ ﺃُﻭﺣِﻲَ ﺇِﻟَﻲَّ ﺃَﻧَّﻪُ ﺍﺳْﺘَﻤَﻊَ ﻧَﻔَﺮٌ ﻣِّﻦَ ﺍﻟْﺠِﻦِّ ﻓَﻘَﺎﻟُﻮﺍ ﺇِﻧَّﺎ ﺳَﻤِﻌْﻨَﺎ
ﻗُﺮْﺁﻧًﺎ ﻋَﺠَﺒًﺎ ﴿١﴾ ،



27=surah al jinn verse no 5
ﻭَﺃَﻧَّﺎ ﻇَﻨَﻨَّﺎ ﺃَﻥ ﻟَّﻦ ﺗَﻘُﻮﻝَ ﺍﻟْﺈِﻧﺲُ ﻭَﺍﻟْﺠِﻦُّ ﻋَﻠَﻰ ﺍﻟﻠَّﻪِ ﻛَﺬِﺑًﺎ ﴿
٥﴾ ‏
28=surah al jinn verse no 6
ﻭَﺃَﻧَّﻪُ ﻛَﺎﻥَ ﺭِﺟَﺎﻝٌ ﻣِّﻦَ ﺍﻟْﺈِﻧﺲِ ﻳَﻌُﻮﺫُﻭﻥَ ﺑِﺮِﺟَﺎﻝٍ ﻣِّﻦَ ﺍﻟْﺠِﻦِّ
ﻓَﺰَﺍﺩُﻭﻫُﻢْ ﺭَﻫَﻘًﺎ ﴿٦﴾ ‏(
29= surah nas verse no 6
ﻣِﻦَ ﺍﻟْﺠِﻨَّﺔِ ﻭَﺍﻟﻨَّﺎﺱِ) ،

Labels: